tum nay kabhi putli ka tamaasha nahin daikha...! naram naram pholon ka russ nichor laity hain, pathar k dil hoty hain titliyon k seeny ma! sao bar qateel muhabat se takty hein dar o dewar hmen, ham se hy nikhaar makano ka hum pathr hein buniyadon k! hamnasheen kaise bataon jazba-e-ulfat kya hai, khud bataye gi mohbat mohabat kya hai, hum ne dheka ha baharon me chaman ko jalte, ha koi khwab ki tabeer batany wala. honay walay khud hi apnay ho jate hain...!! kisi ko keh kar apna banaya nahi jata....! Mere Qatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Phir Say Maqtal Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Yeh Shab-e-Hijar To Sathi Hai Meri Barsoon Say Jayo So Jayo Sitaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Yeh Praishan Say Gaisu Daikhay Nahi Jatay Apni Zulfun Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Lakh Moujoun Main Ghira Hun, Abi Dooba Tow Nahi Mujh Ko Sahil Say Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Qabr Say Aaj Bhi 'Mohsin' Ki Aati Hai Sada Tum Kahan Ho Meray Yaroo Kay Main Zinda Hoon Abhi tujhy dikhna bus ek pal ka. din or raat ka pata na chala. ub ruk auk kar niklatay hain alfaz mare. phaly tu bna buly tre muhbat ki dastan suna dete thy. abhi